Tum Aasha Vishwaas Hamaare Lyrics - Lata Mangeshkar

Tum Aasha Vishwaas Hamaare lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Subah (1982). Tum Aasha Vishwaas Hamaare Playful soundtrack was composed by Hridaynath Mangeshkar with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Naam na jaane
Dhaam naa aa jaane
Jaane na sevaa pooja
Jaane bas itna ajaan hum
Ek bina nahin dooja aa
Nahin doojaa

Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare
Tum dharti aakaash hamaare raama
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

Taat maat tum ,bandhu bhraat ho
Divas raatri sandhya prabhaat ho
Taat maat tum ,bandhu bhraat ho
Divas raatri sandhya prabhaat ho
Deepak soorya chandra taarak mein raama
Tum hi jyoti prakaash hamaare raamaa aa
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

bharatlyrics.com

Saanson mein tum aate jaate
Ek tum hi se hain sab naate
Saanson mein tum aate jaate
Ek tum hi se hain sab naate
Jeevan van ke har patjhar mein ae raama
Ek tum hi madhumaas hamaare raamaa aa
Tum aasha vishwaas hamaare
Tum dharti aakaash hamaare

Tum hi sab mein
Hain tum mein sab a a a
Tum hi bhav ho,
Ho tum hi rab
Tum hi sab mein
Hain tum mein sab a
Tum hi bhav ho,
Ho tum hi rab
Ashru hamaari
Aankhon mein tum raama
Tum honthon par,
Haas hamaare raama
Tum aasha vishwaas hamaare
Raama hamaare
Daataa hamaare ae
Tum aasha vishwaas hamaare.

Tum Aasha Vishwaas Hamaare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tum Aasha Vishwaas Hamaare is from the Subah (1982).

The song Tum Aasha Vishwaas Hamaare was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Tum Aasha Vishwaas Hamaare was composed by Hridaynath Mangeshkar.

The lyrics for Tum Aasha Vishwaas Hamaare were written by Pandit Narendra Sharma.

The music director for Tum Aasha Vishwaas Hamaare is Hridaynath Mangeshkar.

The song Tum Aasha Vishwaas Hamaare was released under the Saregama.

The genre of the song Tum Aasha Vishwaas Hamaare is Playful.