Tumse Achha Koun Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Tumse Achha Kaun Hai (1969). The music of Tumse Achha Koun Hai Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Kabhi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Pani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Kabhi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Pani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Are jisne bhi chika humko
Anhoni baat ye hogi
Tum jaan ho do alam ki
Aur jaan humi par dogi
Tum jaan ho do alam ki
Aur jaan humi par dogi
Tum jaan ho do alam ki
Aur jaan humi par dogi
Kabhi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Pani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Tu husn ki bahati ganga
Taqdir bhi ban jaye
Pyase ke pas nadi bhi
Khud pyas bhujane aaye
Pyase ke pas nadi bhi
Khud pyas bhujane aaye
Pyase ke pas nadi bhi
Khud pyas bhujane aaye
Kabhi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Pani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Kab humko khabar thi ae dil
Rangeen sahar bhi hogi
Jo aag hai apne dil me
Vo aag udhar bhi hogi
bharatlyrics.com
Kabi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Paani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Kabhi humne nahi socha tha
Aisa bhi din aayega
Pani me aag lagegi
Pathar bhi pingal jayega
Dekho tumse acha kaun hai
Dekho tumse acha kaun hai
Dekho tumse acha kaun hai.