Udta Hua Ek Panchhi Lyrics - Mohammed Rafi

Udta Hua Ek Panchhi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Gehra Daag (1963). Udta Hua Ek Panchhi Happy soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Fir nayi mastiya sath le kar
Najaro me sath le kar aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi meharbaa ho gayi hai

Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi mehrabaa ho gayi hai

Ae baharo teri kahani
Ab meri dasta ho gayi hai
Ab meri dasta ho gayi hai
Mil gayi ab mujhe meri manzil
Mai hasi yadgaar me aaya
Mai hasi yadgaar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

bharatlyrics.com

Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera
Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera

Gungunane lagi hai ye bahare
Fir hawao ne nagama bakhera
Fir hawao ne nagama bakhera
Saaj fir chid gaye jindgi ke
Rang fir dil ke taar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau
Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau

Ye bahare ye gulake ye kaliya
Inse apni khushi kya chupau
Inse apni khushi kya chupau
Jo mera raaj dil dal ke hai
Mai unhe raajdaro me aaya
Mai unhe raajdaro me aaya

Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya.

Udta Hua Ek Panchhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Udta Hua Ek Panchhi is from the Gehra Daag (1963).

The song Udta Hua Ek Panchhi was sung by Mohammed Rafi.

The music for Udta Hua Ek Panchhi was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The lyrics for Udta Hua Ek Panchhi were written by Shakeel Badayuni.

The music director for Udta Hua Ek Panchhi is Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The song Udta Hua Ek Panchhi was released under the Saregama.

The genre of the song Udta Hua Ek Panchhi is Happy.