Unhe Kissa e Gham Lyrics - Asha Bhosle

Unhe Kissa e Gham lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Naya Kanoon (1965). Unhe Kissa e Gham Sad soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Unhe kissa e gham likhne ko baithe to
Dekhe kalam ki rawani me aansu
Ye anmol tare hi ulfat ke moti
Unhe humne bheje nishani me aansu
Unhe kissa e gham
Mera dard ulfat unhe khich laya
Najar jo uthayi to wo samne the
Humari khushi ka wo alam na puchho
Nikal aaye the sa khumari me aansu
Unhe kissa e gham

Mere aansuo mein chhupe hai wo tufa
Jo machle to sare jahaan ko dubo de
Mere aansuo mein chhupe hai wo tufa
Jo machle to sare jahaan ko dubo de
Abhi tumne duniya mein dekha hi kya hai
Laga dete hai aag pani me aansu
Unhe kissa e gham

bharatlyrics.com

Ye aansu ke jugnu meri roshni hai
Andhere mein rahe dikhate hai mujhko
Na samjhegi duniya na samjhoge tum bhi
Jhalakte hai meri kahani mein aansu
Unhe kissa e gham likhne ko baithe to
Dekhe kalam ki rawani me aansu
Ye anmol tare hai iulfat ke moti
Unhe humne bheje nishani me aansu
Unhe kissa e gham.

Unhe Kissa e Gham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Unhe Kissa e Gham is from the Naya Kanoon (1965).

The song Unhe Kissa e Gham was sung by Asha Bhosle.

The music for Unhe Kissa e Gham was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Unhe Kissa e Gham were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Unhe Kissa e Gham is Madan Mohan Kohli.

The song Unhe Kissa e Gham was released under the Saregama.

The genre of the song Unhe Kissa e Gham is Sad.