Yeh Tanhaiya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Takkar (1980). The music of Yeh Tanhaiya Romantic track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Aaja aaja
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya
Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar
Yu jhum ke
Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar
Yu jhum ke
Masti me hai aaj do parchaiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Gaur se suno hai ye raz ka
Aa rahi hai ye ek awaz kya
Dur dur dur se
Gaur se suno hai ye raz ka
Aa rahi hai ye ek awaz kya
Dur dur dur se
Bajti hai jaise kahi sahnaiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
bharatlyrics.com
Rat ye hasi sun ho humnasi
Rah na jaye hum inme bas kahi
Yu dub ke
Rat ye hasi sun ho humnasi
Rah na jaye hum inme bas kahi
Yu dub ke
Uff teri ankho ki ye gahraiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya.