Tu Ek Chingari Hai lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Bandh Darwaza (1990). The music of Tu Ek Chingari Hai Sad track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Qafil Azad.
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
Socha na kabhi samjha na kabhi
Tujhe kaun si manzil paani hai
Socha na kabhi samjha na kabhi
Tujhe kaun si manzil paani hai
Ye raah nai tu khud hi chali
Ye teri hi naadani hain
Tujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
bharatlyrics.com
Tu zinda laash sulagti hain
Tanhai ke angaro mein
Ye deeware hai kabra teri
Tu dafan hain in deewaro mein
Jivan ne to thukaraya hai tujhe
Kyun maut bata tu kyun hai khafa
Ab kaun sunega tere shiva
Jo dard hain teri pukaaro mein
Jo dard hain teri pukaaro mein
Jo dard hain teri pukaaro mein
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi
Ab sirf andhera hain.