Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Lyrics - Mohammed Rafi

Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Alladin Ka Beta (1955). Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Playful soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rashta
Gul gul hoga tera pyar
Haye haye meri maa

bharatlyrics.com

Mai abhi hua hi tha jawa
Aa gayi hai maut na raha
Fas gayi kaha nanhi si ye ja
Tut kyu pada na aasma
Haye haye meri maa
Aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rashta
Are gulu gulu hoga tera kya
Kya hoga

Koi leke jaye baya
Todta hai dam tera gulam
Leke tera nam aakhiri salam
Khatam ho rahi hai dasta
Haye haye meri maa
Aa aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rashta
Gulu gulu sochta hai kya

Sochta hu ye jaha kahi
Ik hasin khwab to nahi
Meri najami de mujhe yaki
Are meri najami de mujhe yaki
Ye jami hai ya aasma
Tauba tauba meri ja
Aa aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rashta
Gulu gulu sochta hai kya
Aa aa gaya hai waqt maut ka.

Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download