Aa Jaao (Title) Lyrics - Blackstratblues, Ankur Tewari

Aa Jaao (Title) lyrics, the song is sung by Blackstratblues, Ankur Tewari from Aa Jaao (2016). The music of Aa Jaao (Title) Pop track is composed by Ankur Tewari while the lyrics are penned by Ankur Tewari.

Aa jaao bin puche,
Bin puche koi sawaal,
Rasta hai awaara,
Gairkanooni se khayal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Aa jaao bin soche,
Bin liye koi nishan,
Rasta hai awaara,
Aahista se le udaa,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Sawaalon ke bazaaron mein dekho toh,
Milega na tumko koi jawab,
Talaashoge khojoge jitna bhi jo,
Bhool jaoge phir tum sawaal,

Aa jaao yeh jahan pukaare hai,
Aa jao ab hum tumhare hain,

Aa jao ab hum tumhare hain

bharatlyrics.com

Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain

Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain
Aa jao ab hum tumhare hain

Aa bhi jao na.

Aa Jaao (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download