Aa Ki Ab Aata Nahi Lyrics - Lata Mangeshkar

Aa Ki Ab Aata Nahi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mehbooba (1954). Aa Ki Ab Aata Nahi Sad soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar

bharatlyrics.com

Kis kadar bechain hai dunia meri
Kis kadar bechain hai dunia meri
Dil ki hai dhadkan me hai ahat teri
Aa ab mai ho rahu mai bekarar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar

Dil sadaye de raha hai tu kaha
Dil sadaye de raha hai tu kaha
Muntzir ho chand tare aasma
Ye hawaye ye fizaye ye bahar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar

Sath tere wo hasi rate gayi
Sath tere wo hasi rate gayi
Pyar ki rangin mulakate gayi
Raha gaya hai dard dil kisi yadgar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Rah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar.

Aa Ki Ab Aata Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download