Aag Lagi Tan Man Mein Lyrics

Aag Lagi Tan Man Mein lyrics, the song is sung by from Aan (1953). The music of Aag Lagi Tan Man Mein Love track is composed by while the lyrics are penned by .

Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna
Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna
Ho

Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Zara deejo kabariya
Dil tadpe jaise bina
Jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Dil tadape jaise bina
Jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Aan pade mushqil to
Aaye koi kaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna
Hun

bharatlyrics.com

Saajan ki yaad mujhe
Pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye
Dekho naina bhar aaye
Tan ka singaar mere
Man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Saajan ki yaad mujhe
Pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye
Tan ka singaar mere
Man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Pyaar mera ho jaaye
Kaheen badanaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamana
Haay

Laagi na chhute
Karun koi bahaana
Karun koi bahaana
Aaya naazuq zamaana
Dil mera bana
Piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Laagi na chhute
Karun koi bahaana
Karun koi bahaana
Dil mera bana
Piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Hoye bura ulfat ka
Dekho anjaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamana.

Aag Lagi Tan Man Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download