Aaj Bachna Hain Mushkil Tera Lyrics - Amrish Puri

Aaj Bachna Hain Mushkil Tera lyrics, the song is sung by Amrish Puri from Haatim Tai (1990). Aaj Bachna Hain Mushkil Tera Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by .

Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adao se kar de
Katal apni adao se kar de
Dekh aa gaya hain katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adao se kar de
Dekh aa gaya hain katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

bharatlyrics.com

Chukega na teer nazar ka
Aise hain nishane wale
Chukega na teer nazar ka
Aise hain nishane wale
Aaye hain teri mahfil mein
Toofan uthane wale
Banda khamosh hain
Jaan farosh sar par kafan uthale
Sehre haram mehve kharab
Jo kuch bache bachale
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

Ye sauje mohabbat kya hain
Duniya ko dikha denge hum
Ye sauje mohabbat kya hain
Duniya ko dikha denge hum
Jis aag mein dil jalta hain
Tujhko bhi jala denge hum
Jadu jaga doon rastha bhoola du
Hasti mita doon nadan
Aala hu sabse rahna azab se
Darna gazab se nadan
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera

Hum saukh nigaho wale
Toofane mohabbat lekar
Hum saukh nigaho wale
Toofane mohabbat lekar
Har ek adaaye apni
Aaye hai kayamat lekar
Bakra banake
Churiya chala ke maro
Khima bana ke kacha chaba ke
Zinda jala ke maru
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Katal apni adaao se kar de
Katal apni adaao se kar de
Dekh aa gaya hai katil tera
Aaj bachna hain mushkil tera
Aaj bachna hain mushkil tera.

Aaj Bachna Hain Mushkil Tera Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *