Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Lyrics - Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Lyrics - Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Lyrics - Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas from Rajoo Dada (1992). The music of Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Romantic track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by .

Aaj hum aapke makan mein hain
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain

Dheere se bolo sanam
Batti jali hain pados ki
Dheere se bolo sanam
Batti jali hain pados ki
Maine bhi abhi abhi kuchh
Baate suni hain pados ki
Chupke se kano mein
Aap kahe to ham bole
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain

Sota hai niche koi
Kahtra bada hai yaha to
Sota hai niche koi
Kahtra bada hain yaha to
Kya wo koi bhoot hain
Bolo chhupa hain kaha wo
Bolo kam jaan e man
Band karo ab yeh sargam
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain

bharatlyrics.com

Lagta hain dar aap se
Naazuk sa dil hain hamara
Lagta hain dar aap se
Naazuk sa dil hain hamara
Jaise hi hoga savera
Khul jaayega raaz sara
Aise na bolo ji baaho mein milo ji.

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *