Aaj Iski Hai Lyrics - Shankar Dasgupta

Aaj Iski Hai lyrics, the song is sung by Shankar Dasgupta from Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960). The music of Aaj Iski Hai Qawwali track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by K. L. Pardesi.

Aaj iski hai to kal uski
Hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai

Halo baji ke khyalo
Me ulajh kar na raho
Bhuli bhatki hui
Yado me ulajh kar na raho
Halo baji ke khyalo
Me ulajh kar na raho
Bhuli bhatki hui
Yado me ulajh kar na raho
Jindagi waqt ke
Dharo par baha karti hai
Aaj iski kal uski
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai

bharatlyrics.com

Chahe ruthi hui
Kismat ko manane ki koi
Lakh kosis kare
Bigdi ko banane ki koi
Chahe ruthi hui
Kismat ko manane ki koi
Lakh kosis kare
Bigdi ko banane ki koi
Bat honi hai jo
Wo hoke raha karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai.

Aaj Iski Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download