Aaj Jaane Ki Zid Lyrics - Farida Khanum

Aaj Jaane Ki Zid lyrics, the song is sung by Farida Khanum from Monsoon Wedding (2001). The music of Aaj Jaane Ki Zid Ghazal track is composed by Mychael Danna while the lyrics are penned by Faiyyaz Hashmi.

Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yun hi pahlu mein bethe raho
Yun hi pahlu mein bethe raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum bhi socho jara
Kyo na roke tumhe
Jaan jati hai jab
Uth ke jate ho tum
Jaan jati hai jab
Uth ke jate ho tum
Tumko apni kasm jane jaa
Baat etni meri man lo

Aaj jaane ki zid na karo
Yu hi pahlu mein bete raho
Yu hi pahlu mein bete raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo

bharatlyrics.com

Waqt ki ked mein zindagi hai magar
Waqt ki ked mein zindagi hai magar
Chand gadiya yuhi hai jo aajad hai
Chand gadiya yuhi hai jo aajad hai
In kho kar meri jaane jaa
Umar bar na tarste rho
Aaj jaane ki zid na karo
Haye mar jayege
Ham to lut jayege
Aesi baate kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo.

Aaj Jaane Ki Zid Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download