Aaj Ki Raat Hai Bas Jalwa Lyrics - Mohammed Rafi

Aaj Ki Raat Hai Bas Jalwa lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jiyo Aur Jeene Do (1969). The music of Aaj Ki Raat Hai Bas Jalwa Romantic track is composed by Jaidev Kumar while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Aaj ki raat hai bas jalwa dikhane ke liye
Aaj ki raat nahi ruth ke jaane ke liye
Aaj ki raat hai bas jalwa dikhane ke liye
Aaj ki raat nahi ruth ke jaane ke liye
Aaj ki raat

bharatlyrics.com

Apne hatho se yeh ghunghat toh utha lene do
Pyas aankho ki meri jan bujha lene do
Aaj tum laj ke jevar ko utaro dilabar
Aag menhadi ki jara dil mein laga lene do
Aaj ki raat hai pahalu mein samane ke liye
Apne hatho se yeh ghunghat toh utha lene do
Pyas aankho ki meri jan bujha lene do
Aaj tum laj ke jevar ko utaro dilabar
Aag menhadi ki jara dil mein laga lene do
Aaj ki raat hai pahalu mein samane ke liye
Aaj ki raat nahi ruth ke jaane ke liye
Aaj ki raat

Kali julfe mere kandhe pe bikhar jane do
Tir kajal ke mere dil me utar jane do
Aaj mehaki huyi tanhayi yahi kehati hai
Jo mere dil pe gujarti hai, gujar jane do
Aaj ki raat hai baaho mein uthane ke liye
Aaj ki raat hai baaho mein uthane ke liye
Aaj ki raat nahi ruth ke jaane ke liye

Aaj ki raat hai bas jalawa dikhane ke liye
Aaj ki raat nahi, ruth ke jaane ke liye
Aaj ki raat.

Aaj Ki Raat Hai Bas Jalwa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download