Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar Lyrics - Asha Bhosle

Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Doli (1969). Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar Playful soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

Mat ched pawan me gesu
Ab aur kisi ki hai ye kushbu
Mat ched pawan me gesu
Ab aur kisi ki hai ye kushbu
Dekha hai kabhi tune use
Jo kar gya mujhpe jadu
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

bharatlyrics.com

Badla badla hai jamana,
Har sath hai ek tarana
Badla badla hai jamana,
Har sath hai ek tarana
Kyu mujhko yaki aata hi nahi
Ye sach hai ya koi tarana
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

Aankho me kategi na rate
Ab hongi kisi se bate
Aankho me kategi na rate
Ab hongi kisi se bate
Aayega koi layega koi
Rang bario barsate
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab.

Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download