Aaj Mane Na Mora Jiya Lyrics - Lata Mangeshkar

Aaj Mane Na Mora Jiya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Badal (1951). The music of Aaj Mane Na Mora Jiya Dance track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aaj maane
Aaj maane naa moraa jiyaa
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

Unka aana hua
Gham ka jaana huaa
Unka aana hua
Gham ka jaana huaa
Kaise baandhe nazar
Dil nishaana hua
Dil nishaana hua
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

bharatlyrics.com

Main yahaan hoon magar
Dil tere paas hai
Ho dil tere paas hai
Ho dil tere paas hai
Main yahaan hoon magar
Dil tere paas hai
Tu ho chaahe jahaan
Tu mere paas hain
Tu ho chaahe jahaan
Tu mere paas hain
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

Mere armaan ye
Ab nahin maante
Mere armaan ye
Ab nahin maante
Main hoon unki magar
Wo nahin jaante
Wo nahin jaante
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana.

Aaj Mane Na Mora Jiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download