Aaj Phir Unka Samana lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Love Is Blind (1998). The music of Aaj Phir Unka Samana Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .
Aaj phir unka samana hoga
Aaj phir unka samana hoga
Kya pata uske baad kya hoga
Aaj phir unka samana hoga
Aasmaan ro raha hai do din se
Aasmaan ro raha hai do din se
Aasmaan ro raha hai do din se
Aapne kuchh kaha suna hoga
Aapne kuchh kaha suna hoga
Aaj phir unka samana hoga
Do kadam par sahee tera guncha
Do kadam par sahee tera guncha
Do kadam par sahee tera guncha
Ye bhi sadiyo ka fasala hoga
Ye bhi sadiyo ka fasala hoga
Aaj phir unka samana hoga
bharatlyrics.com
Ghar jaltaa hai roshni ke liye
Ghar jaltaa hai roshni ke liye
Ghar jaltaa hai roshni ke liye
Koi mujhsaa bhi dil-jala hoga
Koi mujhsaa bhi dil-jala hoga
Aaj phir unka samana hoga.