Aaj Sar E Manfil Lyrics - Lata Mangeshkar

Aaj Sar E Manfil lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Laila (1984). The music of Aaj Sar E Manfil Party track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Saawan Kumar Tak.

Nighe niche kiye sar jhukaye baithe hai
Yahi to hai jo mera dil mera dil mera dil
Churaye baithe hai

Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Pyar karne wale dare na darenge
Pyar karne wale
Pyar karne wale dare na darenge
Mohabbat ki khatir to haske marenge
Mohabbat ki khatir to haske marenge
Aaj ye alan
Aaj ye alan sarkar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Laila ki arzu hai zara muskuraiye
Laila ki arzu hai zara muskuraiye
Chhodiye sharam to mere pas aayiye
Chhodiye sharam to mere pas aayiye
Aapse huzur
Aapse huzur barkhudar darte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

bharatlyrics.com

Hum hai garib hamne muh na modiye
Ye dil khuda ka ghar hai ye dil na todiye
Dariye khuda se
Dariye khuda se khabardar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Aaj sar e mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai.

Aaj Sar E Manfil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download