Aaj Tera Gunahgar Banda Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Shashi Raj

Aaj Tera Gunahgar Banda lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Shashi Raj from Khul Ja Sim Sim (1956). The music of Aaj Tera Gunahgar Banda Masti track is composed by Hansraj Behl while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Aaj tere gunehgar banda
Gum se ghabrake sajde me aaya
Kamli wale ke sadke me ya rab
Tu dal de ispe rahmat ka saya
Aaj tere gunehgar banda
Gum se ghabrake sajde me aaya

Tu hai sabse badi shan wala
Tune girte hue ko sambhala
Tu hai sabse badi shan wala
Tune girte hue ko sambhala
Bhula bhatka hua ek musafir
Bhula bhatka hua ek musafir
Laut ke apni manzil pe aaya
Laut ke apni manzil pe aaya
Kamli wale ke sadke me ya rab
Tu dal de ispe rahmat ka saya

bharatlyrics.com

Tera insan to apni jagah hai
Ye hamesha se hota raha hai
Jisne dil se pukara hai tujhko
Jisne dil se pukara hai tujhko
Uski bigdi ko tune banaya
Uski bigdi ko tune banaya
Kamli wale ke sadke me ya rab
Tu dal de ispe rahmat ka saya

Sunle ab tu hamari duaye
Baksh de iski sari khataye
Sunle ab tu meri duaye
Baksh de meri sari khataye
Har saza mil chuki ab karam kar
Har saza mil chuki ab karam kar
Isne jaisa kiya waisa paya
Kamli wale ke sadke me ya rab
Tu dal de ispe rahmat ka saya
Aaj tere gunehgar banda
Gum se ghabrake sajde me aaya
Kamli wale ke sadke me ya rab
Tu dal de ispe rahmat ka saya
Dal de ispe rahmat ka saya
Dal de ispe rahmat ka saya
Dal de ispe rahmat ka saya.

Aaj Tera Gunahgar Banda Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download