Aaja Aaja Nadiya Kinare Lyrics - Lata Mangeshkar

Aaja Aaja Nadiya Kinare lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Raj Hath (1956). Aaja Aaja Nadiya Kinare Dance, Masti soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare

bharatlyrics.com

Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Kal tak dar tha in aahon se
Kal tak dar tha in aahon se
Lag jae na jag me aag kahi
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare

Hans kar ye suhani raat kahe
Kal sham ke vaade pure kar
Dil ne tere dukh dard sahe
Dil ne tere dukh dard sahe
Tu dil ke irade pure kar
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare

Bahte aansu bah jane de
Kuchh kho kar hi kuchh milta hai
Bahte aansu bah jane de
Kuchh kho kar hi kuchh milta hai
Ik phul kahin murjhata hai
Ik phul kahi par khilta hai
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhainya
Tohe kab se pukare.

Aaja Aaja Nadiya Kinare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download