Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein Lyrics - Shabana

Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein lyrics, the song is sung by Shabana from Ghaznafar (2001). Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein Romantic soundtrack was composed by Shabana with lyrics written by .

Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Mere dil mein aake samaa jaana
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

Jawaani teri dekhake deewana ho gaya
Tere pyaar mein khoke jaana mastana ho gaya
Jawaani teri dekhake deewana ho gaya
Tere pyaar mein khoke jaana mastana ho gaya
Tujh pe dil nisaar tuhi to mera pyaar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

bharatlyrics.com

Kitna haseen ye mausam kaisa hai pyara samaa
Kehti hai dil ki dhadkan tu aa mere paas meri jaan
Kitna haseen ye mausam kaisa hai pyara samaa
Kehti hai dil ki dhadkan tu aa mere paas meri jaan
Yeh dil bekaraar kar mujh pe aitbaar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja

Kisa ye silsilaa hai kaisi yeh dooriyan
Itna hai faasle kyun tere aur mere darmiyaan
Kisa ye silsilaa hai kaisi yeh dooriyan
Itna hai faasle kyun tere aur mere darmiyaan
Mere dil ka tu karaar bas aa jaa tu ek baar
Meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Tu roop ka shirngaar tu husn ka nikhaar
Mere dil mein aake samaa jaana
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja
Aaja meri jaana meri baahon mein aaja.

Aaja Meri Jaana Meri Baahon Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download