Aakash Ke Aanchal Mein Lyrics - Mohammed Rafi

Aakash Ke Aanchal Mein lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shaheed-E-Azad Bhagat Singh (1954). Aakash Ke Aanchal Mein Patriotic soundtrack was composed by Lachhiram Tamar with lyrics written by Shauqat Pardesi.

Aakash ke aanchal mein
Sitara hi rahega
Yeh desh humara hai
Humara hi rahega
Aakash ke aanchal mein
Sitara hi rahega
Yeh desh humara hai
Humara hi rahega

bharatlyrics.com

Dharti ki har ek gunj se
Aakash hila do
Aakash hila do
Bharat ki yeh soyi huyi
Taqdeer jaga do
Taqdeer jaga do
Jis khet se dehka ho
Na roti ho maysar
Us khet ke har khosya
Ganjum ko jala do
Inklab zindabad
Inklab zindabad
Us khet ke har khosya
Ganjum ko jala do
Toofan ka anjam kinara hi rahega
Toofan ka anjam kinara hi rahega
Yeh hdesh humara hai
Humara hi rahega
Aakash ke aanchal mein
Sitara hi rahega
Yeh desh humara hai
Humara hi rahega

Is desh mein niklegi na
Sahib ki sawari
Sahib ki sawari
Is desh mein niklegi na
Sahib ki sawari
Karnal vapis jao
England vapas jao
Dhanwan ke tukado ko
Na tarsenge bikhari
Dhanwan ke tukado ko
Na tarsenge bikhari
Tay man se yeh hkeh do
Ke na takraye wo humse
Tay man se yeh hkeh do
Ke na takraye wo humse
Tabdeer ke hatho mein hai
Taqdeer humari
Inklab zindabad
Inklab zindabad
Tabdeer ke hatho mein hai
Taqdeer humari
Majhdur ke sine mein
Sarara hi rahega
Majhdur ke sine mein
Sarara hi rahega
Yeh hdesh humara hai
Humara hi rahega
Aakash ke aanchal mein
Sitara hi rahega
Yeh desh humara hai
Humara hi rahega
Aakash ke aanchal mein
Sitara hi rahega
Yeh desh humara hai
Humara hi rahega
Hamara hi rahega
Hamara hi rahega
Hamara hi rahega.

Aakash Ke Aanchal Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download