Aana Jaana Laga Rehega Lyrics - Bappi Lahiri, Shabbir Kumar

Aana Jaana Laga Rehega lyrics, the song is sung by Bappi Lahiri, Shabbir Kumar from Geraftaar (1985). Aana Jaana Laga Rehega Philosophical soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Mmm hmm hmm
Hmm mm mm hmm…
Aa ha ha ha aa ha ha ha…
Aana jaana laga rehega
Dukh jaayega sukh aayega

Aana jaana laga rehega
Dukh jaayega sukh aayega
Karega jo bhi bhalaayi ke kaam
Usaka hi naam reh jaayega
Aana jaana laga rehega
Dukh jaayega sukh aayega
Karega jo bhi bhalaayi ke kaam
Usaka hi naam reh jaayega
Mere dil mere pyaar
Mere dil mere pyaar
Dukh jaayega sukh aayega
Dukh jaayega sukh aayega

Mann ke jite ji tumhaari
Mann ke haare haal mere pyaar
Khataron ke aage tum na karana
Haar kabhi swikaar mere pyaar
Tufaan bujha na paayega
Vishwaas ke diye
Dukh jaayega sukh aayega
Dukh jaayega sukh aayega
Aana jaana laga rehega
Dukh jaayega sukh aayega
Mere dil mere pyaar
Mere dil mere pyaar
Dukh jaayega sukh aayega
Dukh jaayega sukh aayega

bharatlyrics.com

Maut nahin apane bas mein
Jeena toh hain apane
Haath mere pyaar
Aise muskaate huye jeena
Ghum ko dena maat mere pyaar
Aaj ko na khona beetein kal ke liye
Dukh jaayega sukh aayega
Dukh jaayega sukh aayega
Aana jaana laga rehega
Dukh jaayega sukh aayega
Karega jo bhi bhalaayi ke kaam
Usaka hi naam reh jaayega
Mere dil mere pyaar
Mere dil mere pyaar.

Aana Jaana Laga Rehega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aana Jaana Laga Rehega is from the Geraftaar (1985).

The song Aana Jaana Laga Rehega was sung by Bappi Lahiri and Shabbir Kumar.

The music for Aana Jaana Laga Rehega was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Aana Jaana Laga Rehega were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Aana Jaana Laga Rehega is Bappi Lahiri.

The song Aana Jaana Laga Rehega was released under the Polygram.

The genre of the song Aana Jaana Laga Rehega is Philosophical.