Aana Sajanwa Aana Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Aana Sajanwa Aana lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Zevarat (1949). Aana Sajanwa Aana Love soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by .

Aana sajanwa aana
Jab naina lade dil dil se
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Jab nain lade dil dil se mile
Jab nain lade dil dil se mile
Tum meet bane hum jee gate
Hum jeet gaye
Phir kahe to tadpana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana

bharatlyrics.com

Aashaye dol rahi hai
Amrit rash ghol rahi hai, dil se
Dil se kuchh kuchh bol rahi hai
Dil mauj mein hai deewana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana

Armano ki rut hai aayi
Armano ki rut hai aayi
Paigaam khushi ka layi
Paigaam khushi ka layi
Jeevan ne lee angdayi
Jeevan ne lee angdayi
Sundar hai aaj jamana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana.

Aana Sajanwa Aana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download