Aane Lage Jeene Lyrics - Lata Mangeshkar

Aane Lage Jeene lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Singapore (1960). Aane Lage Jeene Dance, Happy soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aane laga aane laga jine ka maja
Jaan gayi pahchan gayi mai
Mohabbat hai kya
Dil me tu dil me tu or ankho me nasha
Jaan gayi pahchan gayi mai
Mohabbat hai kya
Aane laga

Anhko wale ankhe to mila
Jawa mausam kahe hardam
Tu dil ki dunia basa
Anhko wale ankhe to mila
Jawa mausam kahe hardam
Tu dil ki dunia basa
Sab kuch ab to sab  kuchh ab to
Hai naya naya
Jaan gayi pahchan gayi mai
Mohabbat hai kya
Aane laga

bharatlyrics.com

Usne jo kuch kano me kaha
Wo doharau to sarmau
Ye raaj hai pyaar ka
Usne jo kuch kano me kaha
Wo doharau to sarmau
Ye raaj hai pyaar ka
Jab se koi jab se koi dil me aa gaya
Jaan gayi pahchan gayi mai
Mohabbat hai kya
Aane laga

Tirchi thi kisi ki wo najar
Lagi jab se mere dil me
Mai khud se hu bekhabar
Tirchi thi kisi ki wo najar
Lagi jab se mere dil me
Mai khud se hu bekhabar
Kal jo hoga kal jo hoga dekha jayega
Jaan gayi pahchan gayi mai
Mohabbat hai kya
Aane laga.

Aane Lage Jeene Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download