Aankhon Ne Chede Tarane Lyrics - Mahalakshmi Iyer, Shaan

Aankhon Ne Chede Tarane lyrics, the song is sung by Mahalakshmi Iyer, Shaan from Love Ka Tadka (2009). Aankhon Ne Chede Tarane Love soundtrack was composed by Aadesh Shrivastava with lyrics written by Amar Makwana.

Aankhon ne chhede
Taraane ha aa aa aa…
Aankhon ne chhede taraane,
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Aankhon ne chhede taraane,
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Aise nikhaare apani wafa ko,
Na tum aajmaao na hum aajmaaye
Na tum aajmaao na hum aajmaaye
Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai

Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Apani khushi ki leher mein,
Deewaare aur khidkiyaan muskuraaye
Deewaare aur khidkiyaan muskuraaye

bharatlyrics.com

Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi
Mujhase keh rahi hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai.

Aankhon Ne Chede Tarane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aankhon Ne Chede Tarane is from the Love Ka Tadka (2009).

The song Aankhon Ne Chede Tarane was sung by Mahalakshmi Iyer and Shaan.

The music for Aankhon Ne Chede Tarane was composed by Aadesh Shrivastava.

The lyrics for Aankhon Ne Chede Tarane were written by Amar Makwana.

The music director for Aankhon Ne Chede Tarane is Aadesh Shrivastava.

The song Aankhon Ne Chede Tarane was released under the Universal Music.

The genre of the song Aankhon Ne Chede Tarane is Love.