Aankhon Se Aankh Mili Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aankhon Se Aankh Mili lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Mitti Mein Sona (1960). Aankhon Se Aankh Mili Romantic soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do

Kyu itna ghabharati ho
Hum jaise deewano se
Kyu itna ghabharati ho
Hum jaise deewano se
Shama hu lekin darti hu
Tum jaise parwano se
Shama hu lekin darti hu
Tum jaise parwano se
Parwane ko zalim
Paas to apne aane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do

Kya is dil ki halat hai
Tujhko kuch malum nahi
Kya is dil ki halat hai
Tujhko kuch malum nahi
Tujhko khub samajhti hu
Main itni masum nahi
Tujhko khub samajhti hu
Main itni masum nahi
Sharmili aankhon ko
Dil par teer chalane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Aye na baba maf karo
Der huyi ghar jane do

bharatlyrics.com

College ki har ladki se
Jikar tumhara karta hu
College ki har ladki se
Jikar tumhara karta hu
Sabse yahi kahte ho ki
Madam tumpe marta hu
Sabse yahi kahte ho ki
Madam tumpe marta hu
Arey ulfat me jo kuch ho
Meri kasam ho jane do
Arey na baba maf karo
Der huyi ghar jane do.

Aankhon Se Aankh Mili Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aankhon Se Aankh Mili is from the Mitti Mein Sona (1960).

The song Aankhon Se Aankh Mili was sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music for Aankhon Se Aankh Mili was composed by Omkar Prasad Nayyar.

The lyrics for Aankhon Se Aankh Mili were written by Raja Mehdi Ali Khan.

The music director for Aankhon Se Aankh Mili is Omkar Prasad Nayyar.

The song Aankhon Se Aankh Mili was released under the Saregama.

The genre of the song Aankhon Se Aankh Mili is Romantic.