Aankhon Se Door Lyrics - Lata Mangeshkar

Aankhon Se Door lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Pyaar Ki Manzil (1950). Aankhon Se Door Sad soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Rajendra Krishan.

Aankhon se door hoke
Dil se na bhul jana
Ujade hue chaman mein
Banke bahar aana
Aankhon se door hoke
Dil se na bhul jana
Aankhon se door hoke

bharatlyrics.com

Jab tak juda rahoge
Roti rahengi aankhen
Roti rahengi aankhen
Jab tak juda rahoge
Roti rahengi aankhen
Roti rahengi aankhen
Aa na sakega mere
Hotho ko muskurana
Aankhon se door hoke
Dil se na bhul jana
Aankhon se door hoke

Sajan siva tumhare
Koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Sajan siva tumhare
Koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Tum meri zindagi ho
Tumhi na ruth jana
Tum meri zindagi ho
Tumhi na ruth jana
Aankhon se door hoke
Dil se na bhul jana
Aankhon se door hoke.

Aankhon Se Door Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aankhon Se Door is from the Pyaar Ki Manzil (1950).

The song Aankhon Se Door was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Aankhon Se Door was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The lyrics for Aankhon Se Door were written by Rajendra Krishan.

The music director for Aankhon Se Door is Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The song Aankhon Se Door was released under the Saregama.

The genre of the song Aankhon Se Door is Sad.