Aankhon Se Khawab Lyrics - Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan Khan

Aankhon Se Khawab lyrics, the song is sung by Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan Khan from Superstar (2008). The music of Aankhon Se Khawab Sad track is composed by Shamir Tandon while the lyrics are penned by Vibha Singh.

De re kanha naath rega ye ye

Aankho se khwab ruth kar ho o o
Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar
Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye

bharatlyrics.com

Raste wahi galiya wahi,raste wahi galiya wahi
Lekin woh bat abb hai kahan
Jisame kabhi thi jindagi
Jisame kabhi thi jindagi
Suna pada hai abhi woh makan
Suna pada hai abhi woh makan
Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar
Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan,bikhar gaye, bikhar gaye

Yaado se rukhe thak ke main, lauti toh yeh pata chala
Pairo mein the chhaale pade, mushkil tha kitna faasala
Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar
Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan
Bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye
Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar
Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye
Ho o o ho ho jaane kahan, jaane kahan.

Aankhon Se Khawab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download