Aap Aaye To Ujala Sa Hua Lyrics - Mohammed Rafi

Aap Aaye To Ujala Sa Hua lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ek Din Aadhi Raat (1971). Aap Aaye To Ujala Sa Hua Party soundtrack was composed by Dattaram Wadkar with lyrics written by Asad Bhopali.

Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

bharatlyrics.com

Shokh julafo ko dekh ke
Ghata sharmati hai
Phul khilate hai
Hasi aap ko jab aati hai
Nazare uthti hai to
Ek bijali si lahrati hai
Aap ayae to ujala sa
Hua mehfil me
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

Ab kaha hose ke eb
Shola badan samane hai
Husn nur ka rangin
Chaman samane hai
Jagmagate hue suraj
Ki kiran samane hai
Jagmagate hue suraj
Ki kiran samane hai
Aap aye to ujala sa
Hua mehfil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein in
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein

Sab se pyara mera katil hai
Khuda kher kare
Champayi gal pe ek til hai
Khuda kaid kare
Aur isi til pe mera dil hai
Khuda kher kare
Aap aaye to ujala
Sa hua mehfil me
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Samane baithi wo tasvir
Banalu dil mein
Aap aaye to ujala sa
Hua mehfil mein.

Aap Aaye To Ujala Sa Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download