Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Lyrics - Lata Mangeshkar

Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bazooband (1954). Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Mujra soundtrack was composed by Mohammed Shafi Niyazi with lyrics written by Nawab Mirza Khan (Daagh Dehlvi).

Aarzu ye hai ke nikle
Dam tumhare samne
Tum hamare samne
Ho hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Tum hamare samne
Ho hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Hum tumhare samne

Ham ab paye
Aaye tham tham kar ke
Tum ghabra na jao
Dard dil me ho magar
Dard dil me ho magar
Hum hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Aarzu ye hai ke nikle
Dam tumhare samne
Dam tumhare samne

Bad mere royega
Sara jamana dekhna
Jhum ke hoga mera
Jhum ke hoga mera
Matam tumhare samne
Ha tumhare samne
Aarzu ye hai ke nikle
Dam tumhare samne
Dam tumhare samne

bharatlyrics.com

Katal kar dalo ya dil me
Ulfat baksh do
Lo khade hai hath bandhe
Aji lo khade hai hath bandhe
Hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Aarzu ye hai ke nikle
Dam tumhare samne
Dam tumhare samne
Tum hamare samne
Ho hum tumhare samne
Hum tumhare samne
Hum tumhare samne.

Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *