Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics - Mohammed Rafi

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shaan (1980). The music of Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Playful track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

bharatlyrics.com

Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

Kisne liyaa kisne diya kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Kisne diya kisne liyaa kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun.

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download