आया जंग में Aaya Jung Mein Lyrics - KD Desirock

आया जंग में Aaya Jung Mein Lyrics in Hindi

आया जंग में
मैं आया जंग में
आया जंग में
मैं आया जंग में

मुक्केबाजियां है मेरे अंग अंग में
मुक्केबाजियां है मेरे रंग ढंग में
मुक्केबाजियां खड़ी है मेरे संग में
मुक्केबाजियां दिखाऊंगा मैं जंग में

तीर ते ना डरू तलवार ते ना डरू
है यो जंग का मैदान ललकार ते ना डरू
युद्ध का आगाज है मैं वार ते ना डरू
मेरी जीत होगी जीत होगी हार ते ना डरू

आया जंग में इट्स माय फाइट इट्स वॉर
मैं आया जंग में इट्स माय फाइट इट्स माय वॉर
आया जंग में इट्स माय फाइ इट्स माय वॉर
आया जंग में इट्स माय फाइट इट्स माय वॉर

आज कुछ कर दूं ऐसा दुनिया ने किया ना वैसा
आग है मेरे भीतर कोई ना मेरे जैसा
टूटे हुए जोड़ के खंडर मैं खड़ी इमारत कर दूं
खामोशी भूल बाल के कोई नई शरारत कर दूं

भारतलिरिक्स.कॉम

लिख दूं इतिहास दोबारा खुद ने चरितार्थ कर दूं
अर्जुन है मेरे भीतर फिर से महाभारत कर दूं
अर्जुन है मेरे भीतर फिर से महाभारत कर दूं

बिजली ते खेलना है तार ते ना डरूं
मारते ही सीख्या हूं मैं मार ते ना डरूं
हारे हुए मन के विचार ते ना डरू
मेरी जीत होगी जीत होगी हार ते ना डरूं

Aaya Jung Mein Lyrics

Aaya jung mein
Main aaya jung mein
Aaya jung mein
Main aaya jung mein

Mukkebaaziyan hai mere ang ang mein
Mukkebaaziyan hai mere rang dhang mein
Mukkebaaziyan khadi hai mere sang mein
Mukkebaaziyan dikhaunga main jung mein

bharatlyrics.com

Teer te na daru talwar te na daru
Hai yo jung ka maidan lalkaar te na daru
Yuddh ka aagaaz hai main vaar te na daru
Meri jeet hogi jeet hogi haar te na daru

Aaya jung mein – it’s my fight, it’s war
Main aaya jung mein – it’s my fight, it’s my war
Aaya jung mein – it’s my fight, it’s my war
Aaya jung mein – it’s my fight, it’s my war

Aaj kuch kar doon aisa duniya ne kiya na vaisa
Aag hai mere bheetar koi na mere jaisa
Toote hue jod ke khandar main khadi imarat kar doon
Khamoshi bhool baal ke koi nayi shararat kar doon

Likh doon itihaas dobara khud ne charitarth kar doon
Arjun hai mere bheetar phir se mahabharat kar doon
Arjun hai mere bheetar phir se mahabharat kar doon

Bijli te khelna hai taar te na darun
Maarte hi seekhya hoon main maar te na darun
Haare hue mann ke vichaar te na daru
Meri jeet hogi jeet hogi haar te na darun

Aaya Jung Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aaya Jung Mein is from the Glory (Web Series).

The song Aaya Jung Mein was sung by KD Desirock.

The music for Aaya Jung Mein was composed by SEZ on the beat.

The lyrics for Aaya Jung Mein were written by KD Desirock.

The music director for Aaya Jung Mein is SEZ on the beat.

The song Aaya Jung Mein was released under the T-Series.

The genre of the song Aaya Jung Mein is Playful.