Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Lyrics - Nalini Jaywant, Sheikh Mukhtar

Aayi Jawaani Jiya Lehrayein lyrics, the song is sung by Nalini Jaywant, Sheikh Mukhtar from Bahen (1941). Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Playful soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Safdar Aah.

Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein
Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

bharatlyrics.com

Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Haye o mora jiya lalchaye
Haye o mora jiya lalchaye
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Sundar sawanva mere man bhaye
Sundar sawanva mere man bhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein.

Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download