Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Ab Raat Guzarne Wali Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Awaara (1951). Ab Raat Guzarne Wali Hai Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Aajao tadapte hain armaan
Aajao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Maein roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

bharatlyrics.com

O chand ki rangat udhane lagi
O taaron ke dil ab doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chand ki doli mein aaye nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar
Aawaz do tum ho kahan
Ab raat guzarne wali hai

Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend
Aane lagi aane lagi
Tum aate nahin mein jaaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai.

Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download