Ae Dil Dekhe Hai Humne Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Ae Dil Dekhe Hai Humne lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Shriman Satyawadi (1960). Ae Dil Dekhe Hai Humne soundtrack was composed by Dattaram Wadkar with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil

Kitni azab hai dekho dunia begani
Kitni azab hai dekho dunia begani
Pathar ko heera bole dunia diwani
Kitni azab hai dekho
Sacha kabhi na hara
Chamka jami ka tara
Sunlo ye kahna mera
Sacha kabhi na hara
Chamka jami ka tara
Sunlo ye kahna mera
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil

bharatlyrics.com

Dil ki najar se dekho
Apno ko jano
Dil ki najar se dekho
Apno ko jano
Gairo ki bate chodo
Khud ko pahchano
Dil ki nazar se dekho
Dil me samana sikho
Sapno me aana sikho
Apna banana sikho
Dil me samana sikho
Sapno me aana sikho
Apna banana sikho
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil.

Ae Dil Dekhe Hai Humne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download