Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Beti Bete (1964). The music of Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Agar teri jalwa numai na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti

Baharo ka mausam na hota suhana
Baharo ka mausam na hota suhana
Tere dam kadam se hua aashikana
Tere dam kadam se hua aashikana
Najaro me ye dil rubai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti

bharatlyrics.com

Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai
Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai
Mere dil liya hai mujhe dil diya hai
Mere dil liya hai mujhe dil diya hai
Agar tune ulfat nibhayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar noor tera na aata jaha me
Agar noor tera na aata jaha me
To rakha hi kaya tha jami aasma me
To rakha hi kaya tha jami aasma me
Ke malik ne dunia banayi na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti.

Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download