Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai Lyrics - Asha Bhosle, Dilraj Kaur

Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Dilraj Kaur from Veeru Ustad (1977). Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai Playful soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma with lyrics written by M. G. Hashmat.

Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai

Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Jaha jaha jaungi main
Waha kaise rukega andhera
Tere dil ko karar dungi
Gori baaho ka haar dungi
Zulfo ki khusbu me jhumo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai

Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Mere tere pyar ki to
In me chhupi hai kahani
Mera dil hai gulam tera
Mere hotho me hai naam tera
Palko me apni chhupa lo jani tum

bharatlyrics.com

Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai.

Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download