Aji Dekho Zara To Kya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Maya Jaal (1962). The music of Aji Dekho Zara To Kya Romantic track is composed by S. N. Tripathi while the lyrics are penned by Prem Dhawan.
Aji dekho zara to kya
Mausam bada pyara hai
Lehrata ye badal hai
Ye to aanchal tumhara hai
Aji dekho zara to kya
Mausam bada pyara hai
Hansta hua chanda hai
Yeh to roop tumhara hai
Aji dekho zara to kya
Teri aankho me dekhe hai
Maine sapne suhane kyo
Zara tumhi kaho tum se
Lagi mai sharmane kyo
Aji samjo zara to kya
Kya dil ka ishara hai
Dil kahta hai ye tera
Koi tujhse ko bhi pyara hai
Aji dekho zara to kya
bharatlyrics.com
Rahti hai nazar me kyu
Har dam tasveer teri
Aisa hai to jadu ki
Samjo takdir meri
Aji suniye zara to kya
Tumhe dil ne pukara hai
Ye dil ki pukar nahi
Ehsan tumhara hai
Aji dekho zara to kya.