Amir Se Hoga Ya Garib Se Lyrics - Suresh Wadkar

Amir Se Hoga Ya Garib Se lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Insaniyat Ke Dushman (1987). Amir Se Hoga Ya Garib Se Party soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Amir se hoga ya garib se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga
To naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga
To naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga

Dil maine dil tere naam kar diya
Tune mujhe badnam kar diya
Dil maine dil tere naam kar diya
Tune mujhe badnam kar diya
Main umar bhar bhul sakta nahi
Kya khub tune ye kam kar diya
Tu hain amir aur main hoon garib
Kya ho gaya ye hain apna naseeb
Apna naseeb
Are dost se hoga ya rakib se hoga
Are dost se hoga ya rakib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga

bharatlyrics.com

Din wo bhi din aayega ha zaroor
Tutega ye tera sara gurur
Din wo bhi din aayega ha zaroor
Tutega ye tera sara gurur
Ye dard ki sham dhal jayegi
Tu hogi meri tarah majbur
Ep khel tumko dikhaunga main
Kya hai naseeba bataunga main
Bataunga main
Door se hoga ya karib se hoga
Are door se hoga ya karib se hoga
Pyar jab bhi hoga
To naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga
To naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga.

Amir Se Hoga Ya Garib Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download