Ankhein Chaar Lyrics - Asha Bhosle

Ankhein Chaar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Insaan Jaag Utha (1959). The music of Ankhein Chaar Dance, Masti track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote
Teri bhi h meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

Hamne chupana chaha
Daman bachana chaha
Dil hi dil pe aaya ab kya kare koi
Ab to jamana jane
Apna begana jane
Dunia hai degi
Tane kyu dare koi
Teri bhi ho meri bhi hoo
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

Jano na jano raja
Mano na mano raja
Hamne kuch bhi na
Chaha aapke siwa
Mujhko jo tum na milte
Ye naina kaise khilte
Tum saiya mere
Dilke dard ki dawa
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

bharatlyrics.com

Do din ki hai jawani
Dariya ka bahta pani
Dedo dil ki kurbani pyar ke liye
Baitho na man ko mare
Tum bhi kuch haro pyare
Gori gori baho ke har ke liye
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote.

Ankhein Chaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download