Ankhiyaan Lad Gaiyaan Lyrics - Altamash Faridi

ANKHIYAAN LAD GAIYAAN LYRICS: Ankhiyaan Lad Gaiyaan is a Playful song, voiced by Altamash Faridi from Dimension Music. The song is composed by Asif Faridi and DJ Shadow Dubai, with lyrics written by Shivam Mishra.

Ankhiyaan Lad Gaiyaan Lyrics

O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan

O tanha lamhon me mere naina vich nain mila ke
Dil ye bechain hai uspe ishq da rang chada ke
Bikhre se khwaab hai aur ye mann bhi veeraan pada hai
Aankhon se aankhein lad gaiyaan

O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan

Teri chahat me fasaane anjaane ho baithe
Jaam khaali hain paimaane veeraane ho baithe
Hum toh thode se badnaam yuu begaane ho baithe
Teri aankhon me doobe hain deewaane ho baithe

bharatlyrics.com

Ye asar kaisa chahat toh me teri hone laga hai
Dil mera dekh ke tujhko jaane jaana khone laga hai
Aashiq gali ka teri kab se ye dil hone laga hai
Dil ye mera kahe na mann ki ye sune zara

Aanakhiyaan lad gaiyaan ke aanakhiyaan lad gaiyaan
Ankhiyaan lad gaiyaan ke ankhiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan

Ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan ooh

Ankhiyaan Lad Gaiyaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ankhiyaan Lad Gaiyaan is from the Dimension Music.

The song Ankhiyaan Lad Gaiyaan was sung by Altamash Faridi.

The music for Ankhiyaan Lad Gaiyaan was composed by Asif Faridi, DJ Shadow Dubai.

The lyrics for Ankhiyaan Lad Gaiyaan were written by Shivam Mishra.

The music director for Ankhiyaan Lad Gaiyaan is Asif Faridi, DJ Shadow Dubai.

The song Ankhiyaan Lad Gaiyaan was released under the Dimension Music.

The genre of the song Ankhiyaan Lad Gaiyaan is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *