Apna Bana Le Mere Ram Lyrics - Roshan Prince

APNA BANA LE MERE RAM LYRICS: This new Bhajan and Ram Bhajan song is sung by Roshan Prince & released by Roshan Prince. APNA BANA LE MERE RAM Punjabi song was composed by Amdad Ali, with lyrics written by Roshan Prince.

Apna Bana Le Mere Ram Lyrics

Ho mann mala meri sehnse manke
Ik ik manka tere naam ka
Oh mera mujh mein na kuch bhi
Mera sab kuch mere ram ka

Mujhe apna bana le mere ram
Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Mera tere bina koi bhi na kaam
Mera tere bina koi bhi na kaam
Main duniya ton ki laina

Mujhe apna bana le mere ram
Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Zindagi yeh meri tere haath mein
Jaisi teri marzi katayi ja
Zindagi yeh meri tere haath mein
Jaisi teri marzi katayi ja

Aage aage chalo mere ram ji
Peeche peeche apne chalayi ja
Aage aage chalo mere ram ji
Peeche peeche apne chalayi ja

Tera ho gaya hu main toh shareyam
Tera ho gaya hu main toh shareyam
Main duniya ton ki laina

Mujhe apna bana le mere ram
Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Kal raat dekha tera sapna
Sapne mein siya ji the saath mein
Kal raat dekha tera sapna
Sapne mein siya ji the saath mein

Devta the phool barsa rahe
Sare jag ki kamaan tere haath mein
Devta the phool barsa rahe
Sare jag ki kamaan tere haath mein

Main toh baith hi gaya tha dil thaam
Main toh baith hi gaya tha dil thaam
Main duniya ton ki laina

Mujhe apna bana le mere ram
Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Sohna mukh naino mein basa liya
Abb aur kuch dekhna gawara nahi
Sohna mukh naino mein basa liya
Abb aur kuch dekhna gawara nahi

Dekhe sare jag ke nazare main
Par isse sohna sundar nazara nahi
Dekhe sare jag ke nazare main
Par isse sohna sundar nazara nahi

bharatlyrics.com

Meri roshan subah aur shaam
Meri roshan subah aur shaam
Main duniya ton ki laina

Mujhe apna bana le mere ram
Mujhe apna bana le mere ram
Main duniya ton ki laina

Mera tere bina koi bhi na kaam
Mera tere bina koi bhi na kaam
Main duniya ton ki laina

Apna Bana Le Mere Ram Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download