Apne Liye Jiye Tum Lyrics - Mohammed Rafi

Apne Liye Jiye Tum Lyrics - Mohammed Rafi

Apne Liye Jiye Tum Lyrics - Mohammed Rafi

Apne Liye Jiye Tum lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Saugandh (1961). The music of Apne Liye Jiye Tum Philosophical track is composed by Dilip Dholakia while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Apne liye jiye tum
Jamane mein kya jiye
Jina wahi hai jo ho kisi aur ke liye
Kaun raha hai kaun rahega
Duniya aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di hai kuchh kurbani

Kaun raha hai kaun rahega
Duniya aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani

bharatlyrics.com

Mard wahi jo jurm ke aage
Sar na kabhi jhukaye
Mard wahi jo jurm ke aage
Sar na kabhi jhukaye
Jo auro ke dukh ki khatir
Apni jan lutaye
Dur hatega jaise koi
Uski yaad suhani
Rahta naam usi ka jisne
Ki ho kuchh kurbani
Kaun raha hai kaun rahega
Dunia aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuch kurbani

Sochna tune kurbani ka
Kya badla hai paya
Sochna tune kurbani ka
Kya badla hai paya
Wahi bahut hai tu duniya mein
Kam kisi ke aaya
Bacha bacha padhega ek din
Teri prem kahani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani
Kaun raha hai kaun rahega
Dunia aani jani
Rahta naam usi ka jisne
Di ho kuchh kurbani.

Apne Liye Jiye Tum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *