Arey Maine Tujhko Chaha lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Dharam Veer (1977). The music of Arey Maine Tujhko Chaha Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Apni nigahe shauk
Ke kabil bana diya
Hamko duwaye do
Tumhe katil bana diya
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Maine badal dala
Teri takadir ko
Rango se bhar
Dala khali tasvir ko
Maine badal dala
Teri takadir ko
Rango se bhar
Dala khali tasvir ko
Rango se bhar
Dala khali tasvir ko
Bana dali maine
Teri zindagani
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Tu kubsurat hai tera kyal hai
Ja meri aankho kaa
Yeh sab kamal hai
Tu kubsurat hai tera kyal hai
Ja meri aankho kaa
Yeh sab kamal hai
Mere pyar ne di
Hai tujhko javani
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
bharatlyrics.com
Mahlo me hogi bahut dhak teri
Galiyo me varna kadar kak teri
Mahlo me hogi bahut dhak teri
Galiyo me varna kadar kak teri
Ke mai aag hu aag hu tu hai pani
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Arey maine tujhko chaha
Yeh hai meri meharabani
Mai galiyo kaa raja
Tu mahlo ki rani
Mai galiyo kaa raja raja
Tu mahlo ki rani.