Saat Ajube Is Duniyaa Men Lyrics - Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Saat Ajube Is Duniyaa Men lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Dharam Veer (1977). The music of Saat Ajube Is Duniyaa Men Friendship, Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho

bharatlyrics.com

Koyi tujhko de
Aavaz toh mai bolu
Koyi tujhe pukare
Toh mai lab kholu
Koyi tujhko de
Aavaz toh mai bolu
Koyi tujhe pukare
Toh mai lab kholu
Kya jina aur kya mar
Jana aisa hota hai yarana
Arey chhodi yaro ne duniya
Par yar ki banh naa chhodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho

Yeh ladki hai ya
Resham ki dor hai
Kitna gussa hai
Kitani munhajor hai
Yeh ladki hai ya
Resham ki dor hai
Kitna gussa hai
Kitani munhajor hai
Dhila chhod naa dena hans
Ke rakhna dost lagam kas ke
Are mushkil se kabu me
Aaye ladki ho yaa ghodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho
Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Aa aa aa

Dukh sukh ke ham
Sathi hain yeh vada hai
Apna jo kuchh hai
Sab aadha aadha hai
Dukh sukh ke ham
Sathi hain yeh vada hai
Apna jo kuchh hai
Sab aadha aadha hai
Jo yeh sachcha vada hai
Toh sab kuch aadha aadha hai toh
Are rani man se mujhko
Bhi mamta mil jaye thodi
Aa aa aa
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho aa aa aa.

Saat Ajube Is Duniyaa Men Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download