As-Salaam Walekum Lyrics - Emiway Bantai

| AS-SALAAM WALEKUM LYRICS IN HINDI: The song is sung by Emiway Bantai under Emiway Bantai label. AS-SALAAM WALEKUM song was composed by Flamboy, with lyrics written by Emiway Bantai. The music video of this Hip Hop song stars Emiway Bantai.

As-Salaam Walekum Lyrics

Haan as-salaam

Walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

bharatlyrics.com

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan bahut logon main aane diya paas
Kisko bhi maan leta tu hi hai khaas
Phir pata chala mujhe to yeh to bakwas hai
Mujhe hi karna chahte sab to nash yeh
Sath rah ke
Haat pair kaanp rahe the
Ke soch ke baap re baap
Abhi se chalna hai sabse sambhal ke
To khud ko kehta hoon ab fasle naap

Main saans lena shuru kiya hoon
Ammi abba ko khushi diya hoon
Hai malik yeh teri raza hai
Mujhe to aa rela jeene mein kaafi maza hai
Kisi se nafrat nahi yehi wajah hai
Khud ko bana lo be doosre ke darwaze kaiko bajaye
Log yahan soch rakhe kaiko bachaye
Jab tak hai paisa yeh sath mein machaye
Asli log sath hain to samjhoge bhai
Kisko hai rakhna kidhar
Kisko banana jigar
Kis pe dabana trigger
Yeh main samjh gaya

Kaafi logon ki chal se main bach gaya kya haan
Ab puchh mujhe main kaise itta shana
Itti se umar duniya samjh gaya

Walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan haan
Duniyadari kam reh raha hoon apne mein
Kisko bharosa nahi tha meri sapne mein
Abba ko chhod ke mummy ko chhod ke
Raste mein jitne bhi kaante the tod ke
Yahan tak aayla aise kaise chhod dein
Shortcut manta hai sabko in ko chitkor de
Meri pincode pe google kar
Wikipedia pe milega mera naam
Woh aise ch nahi ayele
Uske liye kaam kiyele apun subah shaam

Log kuchh bhi chillayenge
Inka to aadat hai jhooth bolna sareaam
Main to karun kaam mera kaam dega jawaab
Jahan bhi jaata hoon izzat hai nawaab
Tab tak hai dharti mein kab tak hai mauka
Jaldi se jaldi kama le sabaab

Ruwab ko rakhna uncha
Beech mein nahi bolne ka
Tere ko ko kaun poochha
Haal hi filhali mein maine kuchh socha
Khud ka main kha raha hoin kiska nahi nocha
Jee raha hoon hak se
Itni pateli kyun karta hai shakhs yeh
Poochh mujhse
Bina jaan pehchan ke maidan mein ghusele
Independent beta hak se

Jawaab dena hai to apun
Kis se bhi nahi darta
Jo bhi bolke dikhaya bantai
Woh main khulla karta kya
Let’s f**ks given abhi farak bhi nahi padta
Poora game badal diya hai be 24 saal ka ladka

Salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan nafrat karega to khuda naraaz
Dharti mein insaan log ban rahe maharaj
Inko nahi maalum kya hone wala aaj
Yeh kasam khilayenge kal ki bahar kuchh aur
Andar kuchh aur
Par andar ki baatein to chehre pe jhalki
Insaan ko nikal ke aayele par
Khuda se bhi nahi rakh rahe dar

Itna guroor tere andar mat bhar
Itna kamaya leke jayega kidhar
Paap tera saaf karne nahayega kidhar
Baap bola beta mera chhod diya ghar
Abbe aisa na kar
Sath nahi chhodna
Maa baap ne pakda hai hath nahi chhodna
Chhodna hai to chhod un log ko
Jo log beech mein hi chhod denge kya

Haan apun bhi aise hi shyane banele
Koi todne ko aayega to apun bhi tod denge
Hath sirf jod denge khuda ke saamne
Achcha lag raha hai mujhe khuda ke saamne
Batane yeh saari baatein
Baaki log meri tarah yeh bata nahi paate
Itne saare bas jo mera lockup hai
Jaise yeh paanipat hai yeh paanipat hai

Kyun ki thoda bahut karke nibha nahi paate
Yeh dikha nahi paate jo main dikha raha
Khud ko kabhi nahi bolna bechara
Khud ka banunga main khud hi sahara
Andar kyun chhupa hai chal beta bahar aa
Woh nahi milega jo tu hai chah raha
Us’se bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Us’se bhi behtar kuchh likha hai ja raha

Sabar hai le lo patience rakho
Apna kaam karo dil laga ke karo
Consistent raho yo
Keep motivating each other
Independent organic day one se
Peace out.

As-Salaam Walekum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download