Ashqo Ki Kahani Kya Kahiye Lyrics - Lata Mangeshkar

Ashqo Ki Kahani Kya Kahiye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Do Roti (1957). The music of Ashqo Ki Kahani Kya Kahiye Philosophical track is composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) while the lyrics are penned by Khumar Barabankvi.

Ashqo ki kahaani kya kahiye
Aaho ka fasaana kya kahiye
Hans hans ke rulaate hai kaise
Bedard zamaana kya kahiye
Ashqo ki kahaani kya kahiye

Jab chaandani raate hoti thi
Jab pyaar ki baate hoti thi
Jab pyaar ki baate hoti thi
Ab tak jo basa hai aankho mein
Ab tak jo basa hai aankho mein
Wo khaab suhaana kya kahiye
Ashqo ki kahaani kya kahiye

Jivan ke chaman tak aate hi
Ragin bahaare laut gai
Ragin bahaare laut gai
Ho ruthi hui qismat ka haay
Ho ruthi hui qismat ka haay
Bharapur nishaana kya kahiye
Ashqo ki kahaani kya kahiye

bharatlyrics.com

Mana ki sitamagar duniya hai
Sunane ke liye betaab magar
Sunane ke liye betaab magar
Jab wo nahi sunane waalo mein
Jab wo nahi sunane waalo mein
Phir apanaa fasaana kya kahiye

Ashqo ki kahaani kya kahiye
Aaho ka fasaana kya kahiye
Hans hans ke rulaate hai kaise
Bedard zamaana kya kahiye
Ashqo ki kahaani kya kahiye.

Ashqo Ki Kahani Kya Kahiye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download