Asli Kya Hai Naqli Kya Lyrics - Mohammed Rafi

Asli Kya Hai Naqli Kya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Asli-Naqli (1962). The music of Asli Kya Hai Naqli Kya Happy track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere

bharatlyrics.com

Tod ke jhuthe naate rishte
Aaya mai dilwalo me
Sach kehta hun chor the
Zyada daulat ke rakhwalo me
Tod ke jhuthe naate rishte
Aaya mai dilwalo me
Sach kehta hun chor the
Zyada daulat ke rakhwalo me
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere

Us duniya ne baat na puchhi
Is duniya ne pyaar diya
Baitha man ke rajmahal
Me sapno kaa sansaar diya
Us duniya ne baat na puchhi
Is duniya ne pyaar diya
Baitha man ke rajmahal
Me sapno kaa sansaar diya
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere.

Asli Kya Hai Naqli Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download